Tujh se door main bhi hoon majboor
 Dil ko sataye teri akhiyon ka noor
 Aah, baat ye sachhi aaj tujhko bataaun
 Mujhe samajh ni aata
 Kaise dooriyan mitaau
 Bas tere liye main
 Ye geet likhte jaaun
 Din raat hi main
 Inhe goongunaaun
 Phone mein photo teri dekhu baari baari
 Ji Kardaa aa java main maar ke udaari
O baawariya
 O baawariya
Main kitna tanha tanha
 Lonely lonely tere bin
O baawariya
Teri yaad yaad mein
 Teri yaad yaad mein
 Teri yaad yaad mein tdpe jiya..
 O baawariya
O baawariya
Main kitna tanha-tanha
 Lonely-lonely tere bin
 O baawariya
Saanson mein, aankhon mein
 Neendon mein, Khaabon mein
 Tu.. hi tu.. o baawariya
 Teri yaad yaad mein
 Teri yaad yaad mein
 Teri yaad yaad mein tdpe jiya..
 O baawariya
Main kitna tanha tanha
 Lonely lonely tere bin
 O baawariya
Jitna main bhoolna chahu
 Teri yaadein na dil se jati hain
 Koi na koi connection hain
 Jo meri neendon ko churati hain
Teri yaad..., saath hain
 Teri yaad..., saath hain
 Teri yaad yaad mein
 Teri yaad yaad mein
 Teri yaad yaad mein tdpe jiya
 O baawariya
 O Bawariya
Mian kitna tanha tanha
 Lonely lonely tere bin
 O baawariya