Dil mein daraarein..
Dil mein daraarein..
O...
Dil mein daraarein hi daraarein..
Dil mein kai hain daraarein..
Yaadein teri hain daraarein..
Toote to tinka to hawa ka aasra
Toota sitara to dua ka aasra
Dil toot jaaye to ab jaayein kahan
Darbadar hai Darbadar khudaaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka hamsafar na koi
Darbadar ki manzil
Darbadar hai Darbadar khudaaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka hamsafar na koi
Darbadar ki manzil
Hain adhoore sire jo
Woh khule hi rahein to
Tumse hi the yaheen
Maan ke hum chale to
Yeh jo thoda shikwa hai
Tera mera gila hai
Gar hota nahin
Chaahe lage ya na lage
Dil tootne ka dar hota nahi
Socha hai pehle bhi ki tarah
Par hota nahin
Darbadar hai Darbadar khudaaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka hamsafar na koi
Darbadar ki manzil
Darbadar hai Darbadar khudaaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka hamsafar na koi
Darbadar ki manzil
Sa ni re sa dha re sa ni dha ni
Sa ni re sa dha re sa ni dha ni
Sa ga ma...
Sa ni re sa dha re sa ni dha ni
Sa ni re sa dha re sa ni dha ni
Sa ni re sa dha re sa ni dha ni
Sa ni re sa dha re sa ni dha ni
Darbadar hai Darbadar khudaaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka hamsafar na koi
Darbadar ki manzil
Sa ni dha pa ga ma re pa
Darbadar hai Darbadar khudaaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
[Darbadar ka hamsafar na koi
Darbadar ki manzil]