comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Hai thoda besura par dil mein taal hai
Isko hum naachne se token kab talak

Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak

Tab talak jab talak
Tab talak jab talak

Nacchaan aaj main shukar mana ke
Sone yaar ton nazrein mila ke
Mainu lod kise di koi na
Saare jag di laaj bhula ke

Chal bana ke sufi
Thodi kar le bewaqoofi
Chulhe mein jaaye mitra
Duniya bhar ki masroofi

Pairon ko par lagne se
Roken kab talak

Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak

Behki jawaniyan jaise barood hain
Dekhein uthte nahin hain shole kab talak

Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification