Chehra bhi tera padh liya
Nazron mein tujhko bhar liya ve
Ab maangu, ab maangu
Main aur kya?
Gehra sa tune rang diya
Har khwaab poora kar diya ve
Ab maangu, ab maangu
Main aur kya?
Itne haseen ye pal hain
Inki nazrein mai utaarun
Kuch aur kaam kyun karun
Tujhko hi nihaarun
Main toh
Warga ae rabb warga ae
Chehra tera chehra
Lagda ae chaand bhi
Pheeka pheeka re yahaan x(2)
Tujh hi se bechainiyaan sukoon bhi
Ab jaan le ye tu bhi
Jaana, har zindagi mein mujhko
Hona tera
Mai aisa jaise khamiyaan tu khoobi
Hoon jaanta bakhoobi
Jaana, teri wajah se hi hai
Hona mera
Itne haseen ye pal hain
Inki nazrein mai utaarun
Kuch aur kaam kyun karun
Tujhko hi nihaarun
Main toh
Warga ae rabb warga ae
Chehra tera chehra
Lagda ae chaand bhi
Pheeka pheeka re yahaan x(2)