comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

  • Play

    Tanhai Mein Khamoshi Se

Tanhaai mein khaamoshi se
Dil chori se jo kehta hai
Dil chori se jo kehta hai
Kya kehta hai, kiyun kehta hai
Kya kehta hai, kiyun kehta hai
Jo kehta hai, batlaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na

Yun shaam dhale, beetain raatain
Ham khud se karain khud ki baatain

Yun shaam dhale, beetain raatain
Ham khud se karain khud ki baatain

Yeh mujh se mere armaan rahe
Masoom se pal pal khawaab bune
Yeh khawaabon ki guzaarish hai
Mohabbat mein kho jaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na.

Jis roz nazar mil jaati hai
Chehre pe hayaa itraati hai

Jis roz nazar mil jaati hai
Chehre pe hayaa itraati hai

Haalaat kiyun aise hain aakhir
Ham paagal hain kis ki khaatir
Ishq ka naghma bikhar jaata hai
Yun hawaaon mein, koi jaane na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na
Yeh pyaar hai kya, samjhaao na.

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification