comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

Haan Dilbar Ki Aankhon Ka Deedaar Na Kiya

Kya Khaak Wo Jiya Jisne Pyar Na Kiya

Dilbar Ki Aankhon Ka Deedaar Na Kiya

Kya Khaak Wo Jiya Jisne Pyaar Na Kiya

Na Kiya Na Kiya

Jisne Pyaar Na Kiya

Kya Kiya Kya Kiya

Kya Kiya Jisne Pyaar Na Kiya

Aankhon Ko Aankhon Se

Kisi Ki Chaar Na Kiya

Kya Khaak Wo Jiya

Jisne Pyaar Na Kiya

Pyar Saccha Agar Chahiye

Toh Dua Mein Asar Chahiye

Pyar Saccha Agar Chahiye

Toh Dua Mein Asar Chahiye

Bujadilon Ka Nahi Kaam Yeh

Pyaar Mein Toh Jigar Chahiye

La La La La La La La La La

La La La La La La La La La

La La La La La La La La La

La La La La La La La La La

Ishq Hua Par Khulle Izhaar Na Kiya

Kya Khaak Wo Jiya Jisne Pyaar Na Kiya

Dilbar Ki Aankhon Ka Deedaar Na Kiya

Kya Khaak Wo Jiya Jisne Pyaar Na Kiya

Na Kiya Na Kiya

Jisne Pyaar Na Kiya

Kya Kiya Kya Kiya

Kya Kiya Jisne Pyaar Na Kiya

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification