comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
Last Updated 23.04.2024 | 4:02 PM IST
Countdown to
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

Dil ke jo bhi raaz thay khul rahe hain, what a feeling
Neendon mein jo khwab thay jag rahe hain, what a feeling
Dil ki raahein, dikh rahi hai
Taare jo saare bane hai zameen
Jo bhi tha maanga, mil gaya hai
Jab se tujhpe kiya hai yakeen
Tujhko jab se maanga hai, haathon ko jo thaama hai
Baaton hi baaton mein yeh hua
Baby when you talk to me, manzil mili gali gali
Baby when you walk with me, saadi rail gaddi chali chali

Taare sab hai ghul gaye roshni mein, what a feeling
Sarae gum badal gaye hai khushi mein, what a feeling
Khoye thay hum toh, khud hi humse
Ik hi tumse mile hai yahin
Saare hi lamhe, gire thay pal se
Dekho na kal se mile hai yahin
Tujhko jab se maanga hai, haathon ko jo thaama hai
Baaton hi baaton mein yeh hua
Baby when you talk to me, manzil mili gali gali
Baby when you walk with me, saadi rail gaddi chali chali

Tum yeh maano ya na maano dekho bekhabar tum thay
Meri manzilon ke raaste hi tum mein hi gum thay
Dil ka kaise mile pata
Jab tum hi thay laapata
Ab humse toh na chhupa jo raaz hai
You'll be maybe
Baby when you talk to me (when you talk to me), manzil mili gali gali
Baby when you walk with me (when you walk with me), saadi rail gaddi chali chali
Baby when you talk to me (when you talk to me), manzil mili gali gali
Baby when you walk with me (when you walk with me), saadi rail gaddi chali chali

Copyright © 2024 Hungama Digital Media Entertainment Pvt. Ltd. All Rights Reserved.

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification