Mujhe tu jo hai mila kya mila
Nahi koi bhi gila hai gila
Jaana anjaana ab nahi tu kahin
Paana ya khona
Ab mujhe kuchh nahin
Jaata hai tujh tak
Mera har ek rasta
Tu hi manzil meri mera pata....
Judta hai tujhse
Mera har ek waasta
Chaahe ho khushi teri
Ya gham tera...
Beenam sa gumnaam sa
Maine to jahan mein ek shakhs tha
Bikhra hua sa, toota hua sa
Mujh mein kahin mera aks tha
Mujh apni mohabbat ka de aasra
Mujhe chaha kisi ne na teri tarah
Hai raahat e jaan
Jata hai tujh tak
Mera har ek rasta
Tu hi manzil meri
Mera pata aa
Judta hai tujh se
Mera har ek waasta
Chaahe ho khushi teri
Ya gham tera
Maine maangi jo dua, haan dua
Mujhe tu hi hai mila, haan mila
Jaana anjaana ab nahin, tu kahin
Paana ya khona
Ab mujhe kuchh nahin
Jaata hai tujh tak
Mera har ek rasta
Tu hi manzil meri mera pata...
Judta hai tujh se
Mera har ek waasta..
Chaahe ho khushi teri
Ya gham tera...
Jaata hai
Tu hi manzil meri