comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
Last Updated 22.05.2025 | 3:51 PM IST
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

  • Play

    Maine Hawa Ke Paron Pe (1)

maine hawa ke paron pe likha hai,deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana,milake mujhe batlaana
phulon mein taaron mein,saare najaaron mein
aankhon ne dekha hai chehara tera
maine hawa ke paron pe likha hai,deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana,milake mujhe batlaana

maine khayaalon ka jaha basaaya,raaton ko khaabon mein tujhe chhupaya
mann ke daricho mein tujhe sajaaya,jaane tu jaane na ho o o o
yaadon ki maine tasvir banaayi,tujhase kahi na har baat chhupaayi
sehati rahi chup chaap judaayi,maane tu maane na
tere hi chaanv ki khili khili khili hai chaandani
tere shabaab ki saji saji saji hai raagini
kya karu,kya karu jine na deti hai teri ada
maine hawa ke paron pe likha hai,deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana,milake mujhe batlaana

itani haseen kaaynaat hogi,jasbaaton ki barsaat hogi
socha nahi tha mulaakaat hogi,maine toh jaane jaan
masti mein duba hai sama sharaabi,hone laga aalam gulaabi
aaye na chain kahin jara bhi,behake mere armaan
raha kareeb bhi jara jara jarasa faasala
na tuta tutake jara jara jarasa silsila
aa gaye paas hum,saanson mein mehaki hai teri wafa
maine hawa ke paron pe likha hai,deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana,milake mujhe batlaana
phulon mein taaron mein,saare najaaron mein
aankhon ne dekha hai chehara tera
ha ha aa aa aa ha ha ha la la

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification