5 Excellent

Sabse pehle rajiv masand naam ka critics to bilkul hawa hai,kuch nahi pata usko....Singham is better than wanted, some critics says kuch naya nahi hai, to diwali, dushera bhi to har saal aata hai usme kya naya hota hai phir bhi sab manate hai....i main mean to say critics ko kuch nahi pata hota, yeh to khud hi paise kha kar review likte hai...