4 Very Good

bakwass sada hua hai akdum paisa barbad ho gaya ... kaisa kaisa movie bana dete hain sb pata nhi sare movie ka story ak jaisa bilkul .. hadd ho gya hai akdum se .. sb se bol rhe hain koi na jaye paisa barbad ho jayga