comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

  • Play

    Ankhiyon Ankhiyon

Khoobsoorat aankhon waali,khoobsoorat pyaar kar
Pyaar hai har ik jawaan dil ki zaroorat
Pyaar kar,pyaar kar,pyaar kar,pyaar kar,pyaar kar

Akhiyaan akhiyaan,khoobsoorat akhiyaan
Akhiyaan akhiyaan akhiyaan,teri akhiyaan baatein karti hain
Akhiyaan akhiyaan,khoobsoorat akhiyaan
Akhiyaan akhiyaan akhiyaan,teri akhiyaan baatein karti hain
Kabhi uthh jaati hai,kabhi jhuk jaati hai
Kabhi uthh jaati,kabhi jhuk jaati,na jaane kya kya karti hain
Akhiyaan akhiyaan,khoobsoorat akhiyaan

Koyi bala bhi ye,koyi qaher hai ye
Ye akhiyaan teri qayaamat hai
Ek pal mein kar de hosh ye gum,ye akhiyaan teri aafat hain
Haan.kabhi itraaye,kabhi sharmaaye
Kabhi itraaye,kabhi sharmaaye,na jaane kya kya karti hai
Akhiyaan akhiyaan,khoobsoorat akhiyaan
Akhiyaan akhiyaan,haay khoobsoorat akhiyaan

Bin lafzon ke sab kuchh bolein,kehne ki baat ko samjha dein
Ik aisa jaadoo hai in mein jo bhi chaahein woh kar paatein
Haan main kya samjhoon,main kya jaanoon
Main kya samjhoon,main kya jaanoon,na jaane kya kya karti hai
Akhiyaan akhiyaan,khoobsoorat akhiyaan

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification