sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa
hey hey aa haa haa,baraa baraa baaraa baaraa
haa haa haa haa ha haa
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa
sau baar hamne tumse kahaa
hamne tumhi se pyaar kiyaa
sau baar hamne tumse kahaa
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa
o,hamne tumhi se pyaar kiyaa
khvaabon mein hameshaa aati ho
aankhon ki neend churaati ho
paayal tum kabhi bajaatii ho
choodi tum khankhanaati ho..
sach ye hai tumne ey dilrubaa
dil ye hamaaraa loot liyaa
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa
chaahaa hai tumhi ko chaaheinge
bichhde to jee na paayeinge
jab bhi tum pukaaro aayeinge
vaadaa ye ham nibhaayeinge
tere sivaa ey jaan e vafaa
ab zindagi mein rakhaa hai kyaa
ho ho,sau baar hamne tumse kahaa
hamne tumhi se pyaar kiyaa
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa