comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

  • Play

    Mubbarak Eid Mubbarak

MALE 1
Assalaam alaikum assalaam
Eid ka hai yaaron yeh payaam
Hoye,assalaam alaikum assalaam
Eid ka hai yaaron yeh payaam
Yeh Eid ka tyohaar hai,khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak,mubaarak Eid mubaarak
Chaahe voh rehman ho ya bhai apna ram
Hindu Muslim Sikh Isaai,sab ko hai salaam

FEMALE
Bas pyaar hi aaghaaz ho aur pyaar hi anjaam
Khushiyon ke is mausam ki kabhi na aaye shyaam

MALE 1
Yeh Eid ka tyohaar hai,khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak,mubaarak Eid mubaarak
Hoye,mubaarak Eid mubaarak,mubaarak Eid mubaarak
Ho ho ho ho,ho ho ho ho,ho ho ho ho ho

CHORUS
Mubaarak Eid mubaarak,sabhi ko Eid mubaarak

MALE 1
Ho,jo bhi samjhe pyaar ko
Voh hai sab ka yaar
Pyaar nahin to kuch bhi nahin
Pyaar se hai sansaar

MALE 2
Oye Eid da jappi paake yaaron
Rab da shukar manaaye
Arre tera mera chadke yaaron sabno gale lagaaye
Ke main jhooth boliya,o ke main kufer toliya
O ke main jhooth boliya,ke main kufer toliya

FEMALE
Yeh Eid ka tyohaar hai,khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar

MALE 1
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak,hoye mubaarak Eid mubaarak

FEMALE
Mubaarak Eid mubaarak,mubaarak Eid mubaarak

MALE 1
Assalaam alaikum assalaam
Eid ka hai yaaron yeh payaam
Yeh Eid ka tyohaar hai,khushiyon ka hai tyohaar
Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar
Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam
Mubaarak Eid mubaarak,mubaarak Eid mubaarak

CHORUS
Mubaarak Eid mubaarak,sabhi ko Eid mubaarak

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification