About the video
Phoolon wali car le ke aaunga ji main,
Shaadi wale suit mein le jaaunga ji main!
Presenting the third single ‘Sawariya Tera’ from ‘Bhool Chuk Maaf’, featuring Rajkummar Rao and Wamiqa Gabbi! Composed by Tanishk Bagchi, it is sung by Raghav Chaitanya, Varun Jain, Suvarna Tiwari, Pravesh Mallick and Priyanka Sarkaar. Penned by Irshad Kamil, it is perfect to dance to with your loved ones.
Title: Sawariya Tera
Singers: Raghav Chaitanya, Varun Jain, Suvarna Tiwari, Pravesh Mallick & Priyanka Sarkaar
Composer: Tanishk Bagchi
Lyricist: Irshad Kamil
Music Production: Tanishk Bagchi & Ganesh Waghela
Live Percussions: Krishna Kishor
Dubbing Engineer: Arvind Sonu
Language: Hindi
Mix Master: Eric Pillai @ Future sound of Bombay
Assistant Mix Engineer: Michael Edwin Pillai
Director of Choreography: Vijay A Ganguly
Maddock Films presents #BhoolChukMaaf
In cinemas on 9th May
Cast - Rajkummar Rao, Wamiqa Gabbi, Sanjay Mishra, Seema Pahwa, Zakir Hussain, Raghubir Yadav, Ishtiyak Khan, Anubha Fatehpuria
Produced By: Dinesh Vijan
Directed By: Karan Sharma
Co-Producers: Sharada Karki Jalota
Music By: Tanishk Bagchi
Background Score: Ketan Sodha
Story Screenplay & Dialogues By: Karan Sharma
Director Of Photography: Sudeep Chatterjee
Lyricist: Irshad Kamil
Costume Designer: Sheetal Iqbal Sharma
Associate Producer: Vineeta S Tanwar
Lyrics:
Jatt Patt Aaj sheene lagg jaa Gujariya
Ruk ruk pyaar waale barshe badariya
Ek pal nain mile
Ek pal chain mile
Ghar dhar chhod aaja dil ki aatariya
Phoolon waali car leke aaunga ji mein
Shaadi waali suite me le jaunga ji mein
(Verse 1)
Phoolon wali car le ke aaunga ji main
Shaadi wale suit mein le jaaunga ji main
Tingling Tingling…
Charcha mein chachi ke chaubaare
Rangeele hain nazaare
Naya hai jo nazariya tera
Ab na kisi ko koi shanka
Baja hai aisa danka
Main pyaasa tu hai dariya mera
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…
Tingling Tingling…
Phoolon wali car le ke aaunga ji main
Shaadi wale suit mein le jaaunga ji main
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…
Tingling Tingling…
Jatt Patt Aaj sheene lagg jaa Gujariya
Ruk ruk pyaar waale barshe badariya
Ek pal nain mile
Ek pal chain mile
Ghar dhar chhod aaja dil ki aatariya
Tingling Tingling…
(Antra)
Jo bhi humne socha vichaara
Poora hoga saara
Jaisa koi joda nahi hai
Waisa jod hamaara
Ab dard mita
Ik rog hata
Ik fikar ghata mera
Jo sakht laga
Ik lakht laga
Woh waqt kata mera
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…
Tingling Tingling…
Naachegi saari yeh nagariya
Khushi ki hai khabariya
Banunga main saanwariya tera…
(Folk Section)
O jagmag jagmag jyoti jaisa chhora
chaandi ka katora
Hua ri bannno tohara hua
O jagmag jagmag jyoti jaisi chhori
chaandi ka katori
Hui re banne tohari hui
Tingling Tingling…