FEMALE
Oh saiyyan
Saiyyan pakad baiyyan,saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan,taaron ki chhaiyyan
Saiyyan,saiyyan saiyyan saiyyan
Oh saiyyan
MALE
Khel raha hoon main talvaar se
Kheloon kaise tere pyaar se
Aage peechhe bhool bhulaaiyan
Nikle kaise tera saiyyan
FEMALE
Saiyyan pakad baiyyan,saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan,taaron ki chhaiyyan
Tu raja,tu neta,bas hai naam ka
Tu PM tu saiyyan kis kaam ka
MALE
Labon pe gile hai,nazar mein sawaal
Tera gora mukhda hua kyoon laal
FEMALE
Sab ke dardi,oh bedardi
Kaisi teri yeh khudgarzi
Leke aayi main thi arzi
Haan kar naa kar teri marzi saiyyan
Saiyyan pakad baiyyan,saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan,taaron ki chhaiyyan
Saiyyan,saiyyan saiyyan saiyyan
Oh saiyyan
MALE
Nahin yeh bewafaai,nahin main harjaayi
Ke din raat teri mujhe yaad aayi
FEMALE
Na mujhe chain aaya,na mujhe neend aayi
Chhan se toot gayi meri angdaai,haan meri angdaai
MALE
Pyaar ki chunri
Pyaar ki chunri prem ki choli
Leke nainon ki yeh doli
Main aaya hoon,oh humjoli
Aaja khele aankh micholi
FEMALE
Saiyyan pakad baiyyan,saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan,taaron ki chhaiyyan
Saiyyan,saiyyan saiyyan saiyyan
MALE
Saiyyan,saiyyan
FEMALE
Oh saiyyan