u o ho ho ho o a aa aa aa aa
u aa aa aa a aa aa aa
a tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam
jiyenge marenge tumhaare liye ham
u badlegi duniyaa badlegaa aalam
jiyenge marenge tumhaare liye ham
both ho ho ho ho o aa aa aa aa aa
a pal mein lage jo sadiyoN puraanaa
ye kaisaa hai naataa kisi ne na jaanaa
u naye phool jaise khilaataa hai mausam ho ho
mohabbat ne hamko milaayaa hai jaanam
a tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam
jiyenge marenge tumhaare liye ham
both ho ho ho ho o aa aa aa aa aa
u palken khulin aur nazren hain soyee
na muddat se mujhse milaa aur koi
a KhushiyaaN milen yaa hamko milen Gham o o
pyaar hamaaraa na hogaa kabhi kam
u badlegi duniyaa badlegaa aalam
jiyenge marenge tumhaare liye ham
a tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam
u badlegi duniyaa badlegaa aalam
both jiyenge marenge tumhaare liye ham
ho ho ho ho o aa aa aa aa aa