comscore
Bollywood Hungama
Bollywood Entertainment at its best
  • LANGUAGE

  • FOLLOW US ON

  • FEEDBACK

Lyrics

  • Play

    Sharma Ke Baadalon Mein Chanda Kyon Chhup Raha

sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai

ham pyaar kar rahein hain,shaayad use pataa hai.
sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai

ham pyaar kar rahein hain,shaayad use pataa hai.

sharmaa ke baadlon mein.

sapnoN mein khoye huye hain ham donon sapnon ke raahi
ham ne kiyaa pyaar kitnaa,degaa yahi to gavaahi.

chaahat ka lamhaa lamhaa,likhtaa ye jaa rahaa hai
ham pyaar kar rahein hain,shaayad use pataa hai.

sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai

sharmaa ke baadlon mein.

sadiyon se ye dekhtaa hai,milnaa dilon se dilon kaa
letaa hai phir kyun sahaaraa,udte huye baadlon kaa

chupke se kyun na dekhe,iski yahi adaa hai
ham pyaar kar rahein hain,shaayad use pataa hai.

sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai

ham pyaar kar rahein hain,shaayad use pataa hai.

sharmaa ke baadlon mein

ham pyaar kar rahe hain

sharmaa ke baadlon mein

jukebox

Music

shuffle

lyrics
share
volume
Forgot Password
Please provide your registered email address or username
  • OR
Write A Review
  • Click to rate on scale of 1-5
  • 5000 characters remaining

New notification