Iss qadar tu mujhe pyaar kar
 Jisey kabhi na main sakoon
 Phir bhula…
Zindagi laayi humein yahaan
 Koi iraada toh raha hoga bhala
Ki darkhaast hai yeh
 Jo aayi raat hai yeh
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
 Jo ab lamhaat hai yeh
 Bade hi khaas hai yeh
 Tu meri baahon mein duniya bhula de (x2)
Raahon mein mere saath chal tu
 Thaame mera haath chal tu
Waqt jitna bhi ho haasil
 Saara mere naam kar tu (x2)
Ki armaan hai yeh
 Guzaarish jaan hai yeh
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
 (Jo ab lamhaat hai yeh)
 Bade hi khaas hai yeh
 (Bade hi khaas hai yeh)
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
Lamz jismon pe aise sajaye
 Baarishon se bhi woh dhul na paaye
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
Ho naksh lamhon pe aise banaye
 Muddaton se bhi woh mit na paaye
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
Hmm.. tujhse toh hoon main yun bohat mutasir
 Par kya karoon main hoon ek musafir
 Kaisi khushi hai jisme nami hai
 Jaane tu ye ya jaane na, o…
Jo jazbaat hai yeh
 (Jo jazbaat hai yeh)
 Bade hi paak hai yeh
 (Bade hi paak hai yeh)
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
 (Jo ab lamhaat hai yeh)
 Bade hi khaas hai yeh
 (Bade hi khaas hai yeh)
 Tu meri baahon mein duniya bhula de
Tu meri baahon mein duniya bhula de
 Bhula de, bhula de
 Wo.. tu meri baahon mein duniya bhula de
 Bhula de, bhula de, bhula de
Ki darkhaast hai yeh
 Jo aayi raat hai yeh
 Tu meri baahon mein duniya bhula de