5 Excellent

Behatrin film. Shahrukh ne Amitabh ka band baja diya. jab jab amitabh shahrukh ke saamne aaye hai tab tab apna band bajwaya hai, chahe woh mohabbatein ho, ya kabhi khushi kabhi gum, kabhi alvida na kehna, ya fir don ho.