suna pada
no ra na ra na na,na ra na na na na.
dukh ki badri abb chhat jaayi ho
sukh ki kheti abb leharaayi ho
dukh ki badri abb chhat jaayi ho
baag bagicha taal talaiya
hariyaali ke sang muskaayi ho
dukh ki badri abb chhat jaayi ho
ghar ghar gunji prem ki bansi
roop badalake krishna aayi ho
dukh ki badri abb chhat jaayi ho
sukh ki kheti abb leharaayi ho
dukh ki badri abb chhat jaayi ho.