Bollywood Entertainment at its best

Last Updated 02.09.2025 | 9:33 PM IST

Chand Kagaz Ka - Param Sundari | Sidharth Malhotra, Janhvi Kapoor | Sachin-Jigar, Vishal Mishra, Amitabh B

Created: Aug 29, 2025 - 7:15 PM IST



Jahan pyaar hai wahan dard bhi hota hai. For the love that hurts, here's a song that heals! Video Credits: Cast: Sidharth Malhotra, Janhvi Kapoor, Sanjay Kapoor, Renji Panicker, Manjot Singh, Siddhartha Shankar and Inayat Verma Produced By: Dinesh Vijan Directed By: Tushar Jalota Co-Producers: Sharada Karki Jalota & Poonam Shivdasani Director Of Photography : Santhanakrishnan Ravichandran Story by: Gaurav Mishra, Aarsh Vora, Tushar Jalota Screenplay and Dialogues: Aarsh Vora, Tushar Jalota Music By: Sachin-Jigar Background Score: Sachin-Jigar Lyrics: Amitabh Bhattacharya Additional Dialogues: Gaurav Mishra Costume Designer : Sheetal Iqbal Sharma Publicity Design: Himanshu & Rahul Nanda (H-One) Lyrics MUKHDA Umr bhar ka pyar apne tha nahin bas ka Char din ki chandni thi Chand kagaz ka Tera mera ho ke bant gaya Tha jo aapas ka Haye Char din ki chandni thi Chand kagaz ka (Hanju rukde nahin Hanju rukde nahin Rabba mereya duhaiyaañ Kise vi tu kadi Inna dukh de nahin Inna dukh de nahin) ×2 ANTARA Itne hi pyaase thhe kya hum Pyaar ki ik boond ke Jo bharosa kar baithe yun Tujh pe palkein moond ke Tujho lekar sapne bun'na Jinka bas ye kaam tha Ban gaye hain ab vo naina Jaise dushman neend ke Mujh pe hansta hai andhera Ab amaavas ka Char din ki chandni thi Chand kagaz ka Tera mera ho ke bant gaya Tha jo aapas ka Haye Char din ki chandni thi Chand kagaz ka (Hanju rukde nahin Hanju rukde nahin Rabba mereya duhaiyaañ Kise vi tu kadi Inna dukh de nahin Inna dukh de nahin) ×2