Tu Samne Jo Aaye

By Bollywood Hungama News Network Fri Jan 25 0:00:16 IST

Tu Samne Jo Aaye Lyrics

Ho... Tu samne jo aaye

Dhadkan malhar gaaye

Ho... Tu samne jo aaye

Dhadkan malhar gaaye

Dil dil kare ....

Gote lagana chaahe

Arre.. aish karenege

Aish karenege, mauj karenege

Ho.. aish karenege, mauj karenege

Mala premajha lagli bimaari

Kar le dil se dil ki yaari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari...



Ho...

Ho auto girvi ya ghar girvi..

Ho auto girvi ya ghar girvi

I shapath mala de whisky

Main pee ke talli ho jaaoon

Mujhe fikar vikar na hai kisiki

Chhod doon saari zindagani

Chhod doon saari zindagani

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari


Bhaad mein jaaye duniya saari...



Ho...

Sehra dulhe ke sar par hai

Sehra dulhe ke sar par hai

Dulhan ka paanv na zameen par hai

Rahe kaun salaamat duniya mein

Jahaan peekar charcha ghar-ghar hai

Yaar kare ghode ki sawaari..

Yaar kare ghode ki sawaari

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari...



Tu samne jo aaye

Dhadkan malhar gaaye

Dil dil kare ?????

Gote lagana chaahe

Arre.. aish karenege

Aish karenege, mauj karenege

Ho.. aish karenege, mauj karenege

Mala premajha lagli bimaari

Kar le dil se dil ki yaari..

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari

Kar le dil se dil ki yaari

Bhaad mein jaaye duniya saari...