Kaatilana

By Bollywood Hungama News Network Mon Aug 12 0:00:19 IST

Kaatilana Lyrics

Kaatilana.. ta ra ri ra ra ri ra ra



Kaatilana raat hai

Raat mein kuchh baat hai

Behke se jazbaat hain

Kaatilana..



Dafn dil mein raaz hain

Khwahishon pe naaz hai

Kya haseen haalat hain

Kaatilana..



Paas aa.. seene laga..

Khud ko de na saza

Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza

Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza



Paas aa.. seene laga..

Khud ko de na saza...

Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza

Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza



Haan.. mujh pe na koi tohmat laga..

Jaane kab dede neeyat daga..


Mujh pe na koi tohmat laga..

Jaane kab dede neeyat daga..

Pyasa hai ehsaas dekho na dil ka mera

Haan.. haan.. haan.. haan... haan...

Tu abra baras ke baras ja na mujh pe zara

Haan.. haan.. haan.. haan..

Jal raha hai badan husn mein doob jaa..



Hey.. zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza

Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza..



Makhmali is raat ki subah kabhi aaye na..

Saaye se lipte rahe need mein ghar jaaye na

Makhmali is raat ki subah kabhi aaye na..

Saaye se lipte rahe need mein ghar jaaye na

Saanson mein saasein mile jab chain aaye na

Haan.. haan.. haan.. haan....

Andaaz jeene ka pal mein badal jaaye na..

Haan.. haan.. haan.. haan..

Shokhi le lab mere, zid na kar bewajah



Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza..

Zindagi mein zindagi ka

Le le maza le, le le maza..