Aisa Toh Socha Na Tha

By Bollywood Hungama News Network Fri Mar 4 3:51:29 IST

Aisa Toh Socha Na Tha Lyrics

ay saawara...., saawara, ay saawara......

aisa toh socha na tha, aisa bhi ho jaayega

yeh mujhase kya ho gaya, yeh maine kya kar diya

dhuwa dhuwa hai har jagah

aankhon mein jaane yeh kaisa andhera ghula

anjaan hai aasmaan, aisa toh socha na tha

bikhare pade hai tutake, chaaha tha kya aur kya huwa

meri yeh jaan mera jahaan, sub kuchh mujhe tune diya

thokar lagi muhako kabhi, badhake mujhe thaam liya

meri yeh jaan mera jahaan, sab kuchh mujhe tune diya

bejaar hai yeh sochake, tere liya bana bad duwa