Kahaani-Aankhon Ke Pardon Pe

By Bollywood Hungama News Network Wed Jun 30 0:00:09 IST

Kahaani-Aankhon Ke Pardon Pe Lyrics

Aankhon ke pardon pe pyaara sa jo tha woh nazara

Dhua sa ban kar udh gaya ab na raha

Baithe the hum toh khwabon ke chaon ke tale

Chod ke unko jaane kahan ko chale



Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai

Subha nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai


Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai

Subha nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai



Aane wala waqt dega panha yeh

Ya phir se milenge woh raahein

Khabar kya, kya pataa