Teri Aankhon Mein

By Bollywood Hungama News Network Mon Aug 30 13:00:47 IST

Teri Aankhon Mein Lyrics

Teri aankhon mein kya hai
Meri aankhon mein hai sapna
Tere sapne mein aaye kon
Mere sapne mein hai apna
Apna hai jo kya main hoon wo
Na ji na tu wo nahi

Socho kabhi todha mere baare
Teri tarah piche kai bechaare
Oron sa main bilkul nahin yaara
Jaanu tumhe saare ka main saara
Aisa bhala karti ho kyun
Maine tera hi toh hona hai
Khaali abhi dil ka mere
Dekho koi bhi na kona hai
Palkon pe hi rakhlo kahin
Na ji na tu wo nahi