Meherbaan Meherbaan

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 3 7:19:00 IST

Meherbaan Meherbaan Lyrics

Meharbaan meharbaan meharbaan

Eh meharbaan,meharbaan,meharbaan,meherabaan
Kyun ho naaraaz tum,kyun ho tum badgumaan.
Meharbaan,hey meharbaan,meharbaan,meharbaan

Meharbaan,meharbaan

Ab toh ham hain mile,chhodo shikwe gile.
Jo meri bhool thi,maine woh maan li

Pyaar dil mein raha,par na tum se kaha

Pyaar dil mein raha,par na tum se kaha

Maine honton pe rakh li thi khaamoshiyaan.

Meharbaan

Eh

Meharbaan,meharbaan

Eh

Maine samjha tha tum,jaan loge mujhe
Maine samjha tha pehchaan loge mujhe
Mere gusse mein bhi rang tha pyaar ka
Lafz inkaar ka,lehza iqraar ka
Ye jo andaaz the,tumse kab raaz the
Ankahi ansuni phir ye kyun daastaan
Meharbaan,meharbaan,meharbaan,meharbaan

Meharbaan,meharbaan

Aao tumse,aao tumse kahoon dil ki har baat
Tumse kar doon bayaan,apne jazbaat main
Tumse kar doon bayaan,apne jazbaat main
Tum agar paas ho to nahin koyi gham
Main rahoon na rahoon,tum to ho kam se kam
Waqt ki raah par mera agla qadam
Mujhko paaoge tum,jaaoge tum jahaan
Meharbaan,meharbaan,meharbaan

Meharbaan,meharbaan

Meharbaan

Meharbaan,meharbaan

Meharbaan baan baan meharbaan

Meharbaan,meharbaan

Ma ma ma ma ma,meharbaan

Meharbaan,meharbaan

Eh