Neeyat Kharab Hai

By Bollywood Hungama News Network Wed Jan 27 0:00:34 IST

Neeyat Kharab Hai Lyrics

(Thoda thoda sawaab hai, thoda thoda gunaah hai
Fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharaab hai) - (2)

Jaane kya jaane kya hai kahaani yeh toh bata
Kis pe najar hai kisaki fikar hai, yeh toh bata
Haan fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharaab hai, kharaab hai, kharaab hai....
Betaabi hai har chaal mein, dhundein jawaab sawaal mein
Fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharaab hai
Thoda thoda sawaab hai, thoda thoda gunaah hai
Fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharaab hai, kharaab hai, kharaab hai
Chaahe kya jaane kya hai kahaani yeh toh bata
Kis pe najar hai kisaki fikar hai, yeh toh bata
Hmm fitrat yeh teri na khuli kitaab hai
Teri neeyat kharaab hai, kharaab hai, kharaab hai...