Neeyat

By Bollywood Hungama News Network Fri Jan 29 0:00:16 IST

Neeyat Lyrics

(thoda thoda sawaab hai, thoda thoda gunaah hai

fitrat yeh teri na khuli kitaab hai

teri neeyat kharaab hai) - (2)



jaane kya jaane kya hai kahaani yeh toh bata

kis pe najar hai kisaki fikar hai, yeh toh bata

haan fitrat yeh teri na khuli kitaab hai

teri neeyat kharaab hai, kharaab hai, kharaab hai....

betaabi hai har chaal mein, dhundein jawaab sawaal mein

fitrat yeh teri na khuli kitaab hai

teri neeyat kharaab hai

thoda thoda sawaab hai, thoda thoda gunaah hai

fitrat yeh teri na khuli kitaab hai

teri neeyat kharaab hai, kharaab hai, kharaab hai

jaane kya jaane kya hai kahaani yeh toh bata

kis pe najar hai kisaki fikar hai, yeh toh bata

hmm fitrat yeh teri na khuli kitaab hai

teri neeyat kharaab hai, kharaab hai, kharaab hai...