Manzar

By Bollywood Hungama News Network Fri Jan 25 0:00:07 IST

Manzar Lyrics

manzar manzar manzar manzar.... ho o o o tu.....



?? ke se hai tere naina, kyun khoye nindiya, khoye chaina

majil yahaan hai, meri panaah mein ho o o...

palkon pe sajne de yeh lamha, honton pe sajane de yeh armaan

majil yahaan hai, meri panaah mein tu aaja

manzar mere khabo ka manzar, meri rato ka manzar, meri yado ka manzar

tu meri raahon ka manjar, in baahon ka manzar, tere waadon ka manzar




tu hi hai meri hasraton mein, tu hi hai meri aarjoo mein

tu hi basi hain meri jahaan mein

tu hi hai meri saanson mein, tu hi hai meri chaahaton mein

majil yahaan hai, meri panaah mein tu aaja

manzar mere khabo ka manzar, meri rato ka manzar, meri yado ka manzar

tu meri raahon ka manjar, in baahon ka manzar, tere waadon ka manzar



(manzar mere khabo ka manzar, meri rato ka manzar, meri yado ka manzar

tu meri raaho ka manjar, in baaho ka manzar, tere waado ka manzar) -4