Sab Badhiya Hai

By Bollywood Hungama News Network Sun Sep 23 14:48:49 IST

Sab Badhiya Hai Lyrics

Kuchh bhi karwa lo kaam
Mauji hai mera naam
Mamta hai mere sath kein
Mamta hai meri jaan

Haan kuchh bhi karwa lo kaam
Mauji hai mera naam
Mamta hai mere sath kein
Mamta hai meri jaan

Zindagi mein problem kitni bhi hon
Life phir bhi ta ta thaiya hai

Sab badhiya hai, sab badhiya hai
Sab badhiya hai, sab badhiya hai x (2)

Hindustani mood mein hai
Udaa de sabki nindiya

Hindustani mood mein hai
Udaa de sabki nindiya
Attitude apna total made in India
Attitude apna total made in India

Aa..
Zindagi mein problem kitni bhi hon
Life phir bhi ta ta thaiya hai

Sab badhiya hai, sab badhiya hai
Sab badhiya hai, sab badhiya hai x (6)