Saathiyaa - Remix

By Bollywood Hungama News Network Mon Jun 27 0:00:21 IST

Saathiyaa - Remix Lyrics

Saathiyaa, saathiyaa


Pagle se dil ne yeh kya kiya

Chun liya, chun liya

Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda uda re aasman mein badalon ke sang

Yeh toh machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun

Badmash dil toh thag hai bada

Badmash dil yeh tujhse juda

Badmash dil meri sune na zid pe ada

Badmash dil toh thag hai bada


Badmash dil yeh tujhse juda

Badmash dil meri sune na zid pe ada



Acchi lagey dil ko mere har teri baat re

Saaya tera bann ke chalun itna hai khwaab re

Kaandhe pe sar rakh ke tere katt jaaye raat re

Beetenge din thaame tere haathon mein haath re

Yeh kya hua mujhe mera yeh dil fisal fisal gaya

Yeh kya hua mujhe mera jahaan badal badal gaya


Badmash dil toh thag hai bada

Badmash dil yeh tujhse juda

Badmash dil meri sune na zid pe ada

Badmash dil toh thag hai bada

Badmash dil yeh tujhse juda


Badmash dil meri sune na zid pe ada



Neendhein nahin chaina nahin badloon mein karwatein

Taare ginu ya main ginu chaadar ke sarwatein


Yaadon mein tu khwaabon mein tu teri hi chaahatein

Jaaon jidar dhoonda karoon teri hi aahatein

Yeh jo hai dil mera yeh dil suna na keh raha yehi

Woh bhi kya zindagi hai zindagi ki jis mein tu nahin

Badmash dil toh thag hai bada

Badmash dil yeh tujhse juda

Badmash dil meri sune na zid pe ada

Saathiyaa, saathiyaa

Pagle se dil ne yeh kya kiya


Chun liya, chun liya

Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda uda re aasman mein badalon ke sang

Yeh toh machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun

Badmash dil toh thag hai bada

Badmash dil yeh tujhse juda

Badmash dil meri sune na zid pe ada

Badmash dil toh thag hai bada

Badmash dil yeh tujhse juda


Badmash dil meri sune na zid pe ada