Kya Karte The Saajna

By Bollywood Hungama News Network Fri Feb 21 10:51:24 IST

Kya Karte The Saajna Lyrics

Date ke hi chakkar mein
Banda hai full laddu
Jaana tha Japan magar
Pahuncha hai Timbuktu

Date ke hi chakkar mein
Banda hai full laddu
Jaana tha Japan magar
Pahuncha hai Timbuktu

Le main tere naam jaan likha don
Kya kasam koyi maar bhi kha loon
Pyar hai jeevan mera kya
Samjaun main kehke

Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Hum judayi mein akele
Chhup chhup ke roya karte the

Meri saasein yoon to hain hakk tere
Par jaan hi le lenge shakk tere
Meri saasein yoon to hain hakk tere
Par jaan hi le lenge shakk tere

Dekh zamana yeh to pyar se jalta hai
Dil jalane wali chaal yeh chalta hai
Pyar kiya hai tujhse
Duniya bhar ke gham seh ke

Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Kya karte the saajna
Tum humse door reh ke
Hum judayi mein akele
Chhup chhup ke roya karte the