Satyagraha

By Bollywood Hungama News Network Mon Jul 29 0:00:10 IST

Satyagraha Lyrics

Raghupati raghav raja Ram

Patit pavan Sita Ram



Tana dena...

Tana dena dena dena dena de re na..



Satyagraha...

Satyagraha...



Raghupati raghav raja Ram

Patit pavan Sita Ram



Ab tak dheeraj maanga tha.. aa..

Prabhu ab dheeraj mat dena

[Prabhu ab dheeraj mat dena]

Sehte jaayein.. sehte jaayein.. sehte jaayein..

Aisa bal bhi mat dena

[Aisa bal bhi mat dena]




Uth kar karne hain kuchh kaam

Raghupati raghav raja Ram



[Raghupati raghav raja Ram

Uth kar karne hain kuchh kaam] X 2



Tum karuna ke saagar

Tum paalan karta

Par jo zulm hai karta woh

Kahaan tum se darta

Ghaayal hai bhola insaan

Raghupati raghav raja Ram



Raghupati raghav raja Ram

Ghaayal hai bhola insaan

Raghupati raghav raja Ram

Uth kar karne hain kuchh kaam



Satyagraha...