Sawalon Mein

By Bollywood Hungama News Network Tue Apr 22 0:00:23 IST

Sawalon Mein Lyrics

Sawalon mein yeh kaisi zindagi?

Gumaa hai gumaa..

Nazar yeh kisko dhoondhti?

Dhuaan hai dhuaan..

Phir kayi sargoshiyaan..

Kyun jalti hai tanhaaiyan



Sawaalon mein yeh kaisi zindagi?

Gumaa hai gumaa..

Nazar yeh kisko dhoondhti?

Dhuan hai dhuan..



Uljhi yeh na suljhi aur uljhi dastaan hai

Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai

Uljhi ye naa suljhi aur uljhi daastan hai

Jiski naa ho manzil ek aisa rasta hai

Phir kayi sargoshiyaan..

Kyun jalti hai tanhaaiyan




Sawalon mein yeh kaisi zindagi?

Gumaa hai gumaa..

Nazar yeh kisko dhoondhti?

Dhuan hai dhuan...



Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai?

Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai?

Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai?

Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai?

Phir kayi sargoshiyaan..

Kyun jalti hai tanhaaiyan



Sawalon mein yeh kaisi zindagi?

Guma hai guma..

Nazar ye kisko dhoondati?

Dhuan hai dhuan...



O....