Bol Rahi Hai Payal

By Bollywood Hungama News Network Thu Apr 3 0:00:24 IST

Bol Rahi Hai Payal Lyrics

Saajan saajan saajan yun aana saajan

Saajan saajan saajan my only saajan

Saajan saajan saajan yun aana saajan

Saajan saajan saajan my only saajan



Bol rahi hai payal sanam

Kar de labon se ghaayal sanam

Bol rahi hai payal sanam

Kar de labon se ghaayal sanam

Pyaasi nazar yeh kehti hai tujhse

Banke baras jaa badal sanam

Tu jaan-e-jigar, tu jaan-e-adaa

Teri aashiqui pe main hoon fida



Hmm.. hmm.. hey hey ha ha..


Aadat hai tu meri tu nasha bhi

Paapi hai tu mera, devata bhi

Ho.. dil mein jigar mein tu bas gayi yun

Haan karta hai raat-din dil gutargoon

Kabhi ankhiyan churaaye

Kabhi ankhiyan milaaye

Jalwa tera dekhe sara zilaa..




Hmm.. aaha.. hmm.. hmm.. hey hey..



Saajan saajan saajan yun aana saajan

Saajan saajan saajan my only saajan



Haan ghoonghat ki aad se yaar dilbar

Kaajal se naam likh mere dil par

Ho.. shaayar hai tu mera shayari main

Ho.. tujhpe teri kasam mar gayi main

Jaan-e-man, jaan-e-jaan tujhpe marta hai dil

Love tujhe love aa karta hai dil



Hmm.. aaha.. aye hey.. ha ha..



Haan bol rahi hai payal sanam

Aa Kar de labon se ghaayal sanam

Pyaasi nazar yeh kehti hai tujhse

Banke baras jaa badal sanam

Tu jaan-e-jigar, tu jaan-e-adaa

Teri aashiqui pe main hoon fida



Hmm.. hmm.. hmm.. hmm.. hey hey..