Shiv Shambhu

By Bollywood Hungama News Network Wed Mar 13 0:00:22 IST

Shiv Shambhu Lyrics

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho

Shakti hriday ki ho na kabhi kam

Man mein rahe vishwas bhi hardam

Jyoti kalash kabhi ho na maddhyam

Bole har gange..

Swar ki lehar mein ho harsh ki sargam

Goonje badan mein damroo ki dam-dam

Le ke chalein hum vijay ka parcham

Bole har gange..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho

Jaana humko hai bas badhte jaana..

Humne to seekha hai toofaan se takraana

Apna loha to duniya ne maana..

Hamse to mushkil hai dushman ka bach paana

Aag seene mein hai pala

Jal rahi saanson mein jwala

Hum to peete vish ka pyala

Saath apne trishul wala..

Aa... aa... aa..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho

Shakti hriday ki ho na kabhi kam

Man mein rahe vishwas bhi hardam

Jyoti kalash kabhi ho na maddhyam

Bole har gange..

Swar ki lehar mein ho harsh ki sargam

Goonje badan mein damroo ki dam-dam

Le ke chalein hum vijay ka parcham

Bole har gange..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho..

Shambho Shiv Shambho, Shiv-Shiv Shambho

Jo bhi hum sochein, woh karke chhodein..

Hum to hawa ka rukh bhi modein

Chaahe to paani se patthar todein

Tute patthar ko jab chaahe jodein

Hum hain banjaare, deewane

Khaak dar-dar ke hum chhanein

Maut se ladna hum jaane

Waqt se haar na hum maane