Deewana Kar Raha Hai

By Bollywood Hungama News Network Sat Aug 4 0:00:16 IST

Deewana Kar Raha Hai Lyrics

Oo...



Teri baahon mein mili

Aisi rahat si mujhe

Ho gayi jaan-e-jahaan

Teri aadat si mujhe

Dekhun main jab tujhko toh

Tab mera din yeh dhale



Deewana kar raha hai

Tera roop sunehra

Musalsal khal raha hai (musalsal means continues)

Mujhko ab yeh sehra

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan

Deewana kar raha hai

Tera roop sunehra

Musalsal khal raha hai

Mujhko ab yeh sehra

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan



Dard ka aalam hai har dum

Tere bin o mere hum dum

Aankhon mein dikhti hai maausiyan



Jahaan bhi jaaun tere bin

Badi mushkil se guzre din

Chubti hai dil ko teri khamoshiyan

Raaz gehra jo hai tera

Darr hai kaisa tu hai mera aa



Deewana kar raha hai


Tera roop sunehra

Musalsal khal raha hai

Mujhko ab yeh sehra

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan

Deewana kar raha hai

Tera roop sunehra

Musalsal khal raha hai

Mujhko ab yeh sehra

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan



Dhul gaye dil ke saare ghum

Kushi se aankhein hai yeh namm

Zindagi mein tu meri jab se aa gaya

Dil ka armaan bana hai tu

Meri pehchaan bana hai tu

Saanson mein rooh bann ke tu sama gaya

Jaan bhi teri, dil bhi tera

Tujhse hai mera sawera oo..



Deewana kar raha hai

Tera roop sunehra

Musalsal khal raha hai

Mujhko ab yeh sehra

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan

Deewana kar raha hai

Tera roop sunehra

Musalsal khal raha hai

Mujhko ab yeh sehra

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan



Bata ab jaayein toh jaayein kahaan..