Nazar Laaye Na

By Bollywood Hungama News Network Fri Jun 14 0:00:23 IST

Nazar Laaye Na Lyrics

Maine hara main tera sara hoon main

Meetha meetha tu, khaara khaara main

Tera sara main, sara main..



Maine hara main tera sara hoon main

Meetha meetha tu, khaara khaara main

Tera sara main, sara main..



Sindoori.. rang suhagan sachcha

Sachcha re.. sarmaya jo paya hai woh

Tu dil mein maahi aaya hai

Maine maahi paya hai

Nazar laaye na, koi nazar laaye na



Dil ne shagun manaya hai

Ishq parauna aaya hai

Nazar laaye na, koi nazar laaye na

Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh

Chaand le jag begana ho

Nazar laaye na.. nazar laaye na..




Maine hara main tera sara hoon main

Meetha meetha tu, khaara khaara main

Tera sara main, sara main..



Maine hara main tera sara hoon main

Meetha meetha tu, khaara khaara main

Tera sara main, sara main.. [Sara main..]



Kajal teeka peechhe kanon ke, nazron ko roke re

Duniya deti laakhon hi dhokhe, meethi si hoke re

Tamke main mirche varoon, saari sharam utaaroon

Maahi na jag ko haaroon

Kehta hai dil

Kehta hai dil



Maine hara main tera sara hoon main

Meetha meetha tu, khaara khaara main

Tera sara main, sara main..