Woh Pehli Baar

By Bollywood Hungama News Network Tue May 25 0:00:01 IST

Woh Pehli Baar Lyrics

Woh pehli baar jab hum mile

Haathon mein haath jab hum chale

Ho gaya ye dil deewana

Hota hai pyaar kya isne jaana

Teri aankhon mein jannat basake chala

Teri zulfon ki chhaaon mein chalta chala

Tere neinon mein chein tere labh pe khushi

Tujhko hi main mohabbat bana ke chala



Woh pehli baar jab hum mile

Haathon mein haath jab hum chale

Ho gaya ye dil deewana

Hota hai pyaar kya isne jaana

Teri aankhon mein jannat basake chala

Teri zulfon ki chhaaon mein chalta chala

Tere neinon mein chein tere labh pe khushi

Tujhko hi main mohabbat bana ke chala



Woh pehli baar jab hum mile

Ho gaye shuru ye silsile

Ho gaya ye dil deewana

Hota hai pyaar kya isne jaana



Khilti kaliyon mein dhoondhoon bas tere nishaan

Main na jaanoon hai aakhir ye kya karvaan

Tujhe dekhoon to aaye labh pe khushi


Khuda na kare ho kabhi dooriyaan



Woh pehli baar jab hum mile

Haathon mein haath jab hum chale

Ho gaya ye dil deewana

Hota hai pyaar kya humne jaana



Ho gaya hoon paagal ab tere liye

Tere bin dil bechara ye kaise jiye

Maine khoke hai chein paayi tujh mein khushi

Tu bani jaanejaana meri zindagi



Woh pehli baar jab hum mile

Haathon mein haath jab hum chale

Ho gaya ye dil deewana

Hota hai pyaar kya humne jaana



Woh pehli baar jab hum mile

Haathon mein haath jab hum chale

Ho gaya ye dil deewana

Hota hai pyaar kya humne jaana



Woh pehli baar jab hum mile

Haathon mein haath jab hum chale