Sharabi

By Bollywood Hungama News Network Thu Sep 10 0:00:20 IST

Sharabi Lyrics

Bartender se main ye kehta hoon

Raat bhar main nashe mein rehta hoon

Mera order repeat kar kar ke

Pilata jaa na neat bhar bhar ke

Tujhko jaana hai to ghar pe jaa tu

Kaam mera ye ek kar ke jaa tu

Re mujhko de ja tu theke ki chaabi re chaabi

Ya to main hoon sharabi ya hai botal sharabi

Chaahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi

Ya to main hoon sharabi ya hai botal sharabi

Chaahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi



Peene te mainu nafrat si

Hun chaska peh gaya peene da

Jehda laake bula nu chhad de ve

Oh kaam hai yaar kaminey da



(Daaru saare peete hain

Hum thodi jyda peete hain)



O... Peene te mainu nafrat si

Chaska peh gaya peene da

Laake bula nu, chhad de ve

Kaam hai yaar kaminey da



Ye sari duniya ghutni

Daaru na mujhse chhutni


Main khaali bottle todun

Peene se munh na modun



Ye gali hai mere yaara di

Lokan nu sohni lagdi ae

Main poori botal pi jaana

Mainu phir bhi thodi lagdi ae



Ho ya toh main hoon (sharabi!)

Ya botal hai (sharabi!)

Ho chahe jitna bhi rokun

Ye kare hai kharabi



Haan main beshaq sharab pita hoon

Cheez bilkul kharab pita hu

Log do-char ghoont peete hain

Main toh bas be-hisab pita hu



Tujhko jaana hai toh ghar pe jaa tu

Kaam mera ye ik karke ja tu

Re deja mujhko tu theke ki chaabi re chabi

Ya toh main hoon sharabi ya hai botal sharabi

Chahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi

Ya toh main hoon (sharabi!)

Ya botal hai (sharabi!)

Chahe jitna bhi rokun ye kare hai kharabi