Dil Aaj Kal

By Bollywood Hungama News Network Mon May 19 0:00:44 IST

Dil Aaj Kal Lyrics

Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal paas rehta nahi



Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal paas rehta nahi

Yeh tujhse hi milne ko chahe

Yeh teri hi karta hai baatein

Kya tum ho... [Tum ho..]

Kya tum ho wahi

Kya tum ho... [Tum ho..]

Kya tum ho wahi



Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal..

Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal..



Teri aankhon ke raste yeh chale jaata hai

Jo bulaaoon main kabhi laut aata nahi

Bekhabar yeh zamane se takrata hai

Bedhadak mujhse kehta hai 'Main hoon yun hi'

Yeh tujhse hi milke hua hai

Jo teri nazar ne chhua hai


Kya tum ho... [Tum ho..]

Kya tum ho wahi

Kya tum ho... [Tum ho..]

Kya tum ho wohi



Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal..

Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal..



Hai hunar ek naya isko tujhse mila

Muskura ke yeh milta hai sabse abhi

Aadhi raaton mein mujhko yeh deta utha

Mujhse poochche yeh raatein kyun kat.te nahi

Yeh tujhse hi milne ko chaahe

Yeh teri hi karta hai baatein

Kya tum ho... [Tum ho..]

Kya tum ho wahi



Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal..

Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal..