Dooriyan

By Bollywood Hungama News Network Sat Oct 9 0:00:07 IST

Dooriyan Lyrics

Ishq ki kaisi majbooriyaan

ishq ki kaisi majbooriyaan

ishq ki kasi majbooriyaan

maula kuch dena hi tha toh khushiyaan di hoti

kyun di dooriyaan kyun di dooriyaan

kyun di dooriyaan di dooriyaan di dooriyaan



ishq ki kaisi majbooriyaan

ishq ki kaisi majbooriyaan

maula kuch dena hi tha toh khushiyaan di hoti

kyun di dooriyaan kyun di dooriyaan

kyun di dooriyaan di dooriyaan di dooriyaan



Jab the kareeb hum toh aise kareeb the

jab the kareeb hum toh aise kareeb the

na kaha na suna bas maan liya ke tum naseeb the

ke tum naseeb the

ankh ke rooh ne roo diya

ab tumhe ek ko kho diya

maula kismat mein ek pal mohabbat di hoti


kyun di dooriyaan kyun di dooriyaan

kyun di dooriyaan di dooriyaan di dooriyaan

maula.......maula......maula......



kab huwe faasle tum kyun badal gaye

kab huwe faasle tum kyun badal gaye

main pyar mein peeche rah gayi age tum nikal gaye

age tum nikal gaye

khwaab kyun ho gaye choor se

dekh ke tum ko yun door se

maula is dil ko chahaat pe rahaat di hoti

kyun di dooriyaan kyun di dooriyaan

kyun di dooriyaan di dooriyaan di dooriyaan



ishq ki kaisi majbooriyaan

maula kuch dena hi tha toh khushiyaan di hoti

kyun di dooriyaan