Pardesiya

By Bollywood Hungama News Network Mon Aug 25 16:17:07 IST

Pardesiya Lyrics

Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re

Pardesiya Hai Tere Pyar Mein Jab Se
Jhankar Si Hai Dil Ke Taar Mein Tab Se
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re

Pardesiya Hai Tere Pyar Mein Jab Se
Jhankar Si Hai Dil Ke Taar Mein Tab Se
Tum Ho Mere Jaanta Hoon Magar
Pahunchaun Tum Tak Yeh Kaise Khabar

Kabse Hoon Main Ummeed Mein
Hai Ankaha Jo Sunn Lo Agar
Pardesiya Mila Hai Tu Mujhe Jab Se
Main Kaid Hoon Tere Hi Pyar Mein Tab Se

Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re

Haan Pardesiya Hai Teri Batiyon Ne
Kiya Pareshaan Pardesiya
Pardesiya Hai Teri Ankhiyon Ke
Dil Pe Nishaan Pardesiya

Haan Chhoo ke Labon Se Jaise
Jaadu Hi Kar Diya
Saavan Ne Morni Ko
Kabu Mein Kar Liya

Music streaming appSonu Nigam's merchandise
Hum Dono Ki Juda Thi Hastiyan
Ho Kinara Bin Jaise Kashtiyan
Aasaan Ho Aage Safar
Tum Sath Mera Chun Lo Agar

Pardesiya Mila Hai Tu Mujhe Jab Se
Main Kaid Hoon Tere Hi Pyar Mein Tab Se

Ho Tum Ho Mere Jaanta Hoon Magar
Pahunchaun Tum Tak Yeh Kaise Khabar
Kab Se Hoon Main Ummeed Mein
Hai Ankaha Jo Sunn Lo Agar

Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re

Pardesiya Hai Teri Batiyon Ne
Kiya Pareshaan Pardesiya
Pardesiya Hai Teri Ankhiyon Ne
Dil Pe Nishaan Pardesiya

Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Ho Ho Ho Ho Ho…
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re
Tak Dum Tak Dum Tana Dana Na Na Re

Pardesiya Hai Tere Pyar Mein Jab Se
Jhankar Si Hai Dil Ke Taar Mein Tab Se