Sari Sari Raina

By Bollywood Hungama News Network Thu Jun 5 0:00:06 IST

Sari Sari Raina Lyrics

Shaan:

Saari saari raina, jaage mere naina - 2

Baat maane na beqaraar dil

Raat din kare intezaar dil



Shweta:

Ho, baat maane na beqaraar dil

Raat din kare intezaar dil



Shaan:

Mera khayaal hai, dekho kamaal hai - 2

Meri nayi padosan dekho yaaron



Shaan:

Woh meri, uska hoon main diwaana

Jaane na jaane woh jaane jaana

Ban gaya chupke se ye afsaana

Jaane na jaane woh jaane jaana



Shweta:

Suno suno, suno suno

Usse nahin pata hai, jise maine chuna hai

Har ghadi woh har ghadi woh

Khayaalon mein basa hai, nigaahon mein chhupa hai



Shaan:

Nazar mili nazar se toh bana main nishaana

Yaaron yaaron yaaron

Saari saari raina jaage mere naina


Baat maane na beqaraar dil

Raat din kare intezaar dil

Mera khayaal hai, dekho kamaal hai - 2

Meri nayi padosan dekho yaaron



Shaan:

Woh abhi karti hai kuch naadaani

Lekin banegi meri diwaani

Pyaar se darti hai woh diljaani

Lekin banegi meri diwaani



Shaan:

Haay, woh diwana woh diwaana

Zara sa machla hai nazaaron mein pala hai

Woh anjaana woh anjaana

Sitaaron mein dhhala hai churaake dil chala hai



Shaan:

Main us pe mar gaya hoon koyi toh use bataana

Yaaron yaaron yaaron

Saari saari raina jaage mere naina



Shweta:

Ho, baat maane na beqaraar dil

Raat din kare intezaar dil

Shaan: Mera khayaal hai, dekho kamaal hai - 2

Meri nayi padosan dekho yaaron