Mera Man

By Bollywood Hungama News Network Thu Jun 5 0:00:04 IST

Mera Man Lyrics

Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann

Na jaane jud gaya kaise ye bandhan

Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann

Na jaane jud gaya kaise ye bandhan

Kaisi ye deewangi kasia ye deewanapan

Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann



Main deewani ban gayi tumne aisa kiya

Meri neendein looti chein bhi mera liya

Mera dil meri jaan ho

Tum abhi nadaan ho

Ishq se anjaan ho

Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann




Pyaar kehte hain kisey hota hai ye dard kya

aaj pehli baar ye maine jaana dilruba

Jaagi jaagi so gayi kis jahan mein kho gayi

Kya se kya main ho gayi



Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann

Na jaane jud gaya kaise ye bandhan

Kaisi ye deewangi kasia ye deewanapan

Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann

Mera mann

Ho mera mann