Dil Hua Besharam

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 9 11:02:06 IST

Dil Hua Besharam Lyrics

Rafa dafa saari duniya ko karke
Maza-vaza karlo, maza-vaza karlo
Rafa dafa sufi bandon ko karke
Nasha-vasha karlo, nasha-vasha karlo

Karlo…

Rafa dafa saari duniya ko karke
Maza-vaza karlo, maza-vaza karlo
Rafa dafa sufi bandon ko karke
Nasha-vasha karlo, nasha-vasha karlo

Raatein lambi hone lagi hai raatein
Crazy hone lagi hai baatein
Chal kuch toh kare dono limit ke
Bahar jaake hum…

Haan…
Karne laga hai badmasiyan
Ke dil hua besharam
Baby besharam…
Let’s do ai ai ai aiyaashiyan
Ke dil hua besharam
Baby besharam… (2 times)

Besharam, baby besharam…
Besharam, baby be…
Besharam, baby besharam…
Besharam, baby besharam…

Thoda sa bigadne mein
Bolo na kya harz hai
Hum dono bhi matlabi hai
Dil bhi khudhgarz hai…
Khulke milne-julne mein
Duniya ko aitraaz hai
Phir bhi raaton ko milne se
Dil nahin aata baaz hai… (2 times)

Dream me, we are the feelings *
Hosh na aaye when you see me
Sabko bhulake ek
Duje mein khoye rahe hum…

Haaye!
Karne laga hai badmasiyan
Ke dil hua besharam
Baby besharam…
Let’s do ai ai ai aiyaashiyan
Ke dil hua besharam
Baby besharam… (2 times)