Chandini

By Bollywood Hungama News Network Fri Mar 26 0:00:22 IST

Chandini Lyrics

chaandani aasmaan pe hai nahin

woh toh hai yahin kahin khushnaseebi ho o o o....

paalaki chaand ki chali wahaan

aati hai dulhan yahaan khushnaseebi

woh kal tak jo dur the, aaj unaka hi noor hai

roshan huyi dil ki jamin ho o o o....

chaandani aasmaan pe hai nahin

woh toh hai yahin kahin khushnaseebi



naajuk honto pe kaatil haseen hai, nigaahein hai tir si

sapano mein adaayein sholo si hai, tu hai rangon mein rangin

abb rang le tu pyaar ka, dile dildaar ka

shaamo sehar ho bekhudi ho o o o o....


chaandani aasmaan pe hai nahin

woh toh hai yahin kahin khushnaseebi



khushnaseebi

taarifon pe aise bhi na sharmaao, najare milane bhi do

parde mein haya ke aankhon se tum baatein hone bhi do

are pehala yeh pyaar hai, pyaar ka deedaar hai

tumase huyi hai aashiqui ho o o o o.....

chaandani aasmaan pe hai nahin

woh toh mere saath hai khushnaseebi ho o o o...

paalaki chaand ki chali wahaan

aati hai dulhan yahaan khushnaseebi