Chhoo Le

By Bollywood Hungama News Network Fri Oct 14 0:00:31 IST

Chhoo Le Lyrics

Kyun aisa lagey

Pul khwaishon ke

Sadi se hai

Rawaana



Dil bezubaan se

Keh nahin sakey

Jo tumko hai

Bataana



Bina dor ki

Hum patang

Majdhaar mein hai

Malang



Ruki ruki

Daastan



CHORUS:

Chhoo le

Chhoo le aasman

Khwabon ke

Baadal se bharaa

Chhoo le aasman



Khud se jo miley

Ajnabi lagey

Kyun aaina

Humaara



Dhundhla sa lagey

Aur pheeka lagey


Kyun apna har

Phasaana



Bina dor ki

Hum patang

Majdhaar mein hai

Malang



Ruki ruki

Daastan



Laakhon khwabon ke

Bharey gubbare se

Udey yun hai

Aur kahaan

Hai kashmakash

Dhuan hai

Har nazar mein kyun

Uthaa uthaa

Toofan



Ek din aisa ho

Hum bhi jaanenge khud ko

Judse jaayenge

Kissey yeh

Beshumaar



Chhoo le

Chhoo le aasman

Chhoo le

Aasman